Tum agar saath dene ka vada karo Sargam notes in Hindi is available on Sangeet Book . All types of hindi songs sargam notes are available in accurate form.
Song : Tum agar saath dene ka vada karo
Movie : Hamraaz
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Year : 1967
Tum agar saath dene ka vada karo Sargam notes in Hindi
Instructions
- “.” is used for mandra saptak swars eg-(.प , .ध )
- “*” is used for Taar saptak swar
- “(k)” is used for komal swars.eg – ( रे(k) , ग(k) , ध(k) , नि(k) )
- म(t) here “(t)” is used for showing teevra swar म(t) .
- “-” is used for stretching the swars according to the song.
- Swars written “रेग” in this manner means they are playing fast or two swars on one beat.
- (रे)सा here “रे” is kan swar or sparsh swar and “सा” is mool swar.
Tum agar saath dene ka vada karo Sargam notes in Hindi on keyboard,Piano ,Flute,Violin, Guitar.
Original scale – G
Vikrit swar – नि(k)
Sthai –
Tum / agar / sath / dene kaa / vada karo
सा – / .नि(k).नि(k) सा .नि(k) सा / रे – सा / सा – सा सा / सारे सा.नि(k) / सा रे –
Mai / yu hee / mast / nagme / lutata / rahu
सा – / सा रे म / प – प म / म मरे रेसा / रेरे रे / सा सा
Tum mujhe dekh kar muskuratee raho
Mai tumhe dekh kar git gata rahu
Tum agar sath dene kaa vada karo
Mai yu hee mast nagme lutata rahu
Filler –
म प ध – / प ध – प ध – / सां ध रें सां ध प – – म प – म प –
सा रे म – प म – प म – / प म रे सा .नि(k) – सा – / रे सा – रे सा –
Stanza – 1
Kitne / jalwe / fijao me / bikhare / magar
ध ध / ध – ध / ध ध – ध ध / ध पप – / म प –
Maine / abb tak / kisee ko / pukara / nahee
प – म / प ध प / म म रे रे / सा रे – सा / सा सा
Filler –
सा .नि(k) सा रे(सा) – – – / प म रे सा .नि(k) सा – – –
Tumko dekha toh najrein yeh kehne lagi
Hamko chehre se hatna gavara nahee……same as first two lines of antara
Tum agar meree najaro ke aage raho
Mai har ek shaiy se najrein churata rahu…..same as sthai
Tum agar sath dene kaa vada karo
Mai yu hee mast nagme lutata rahu
Maine khwabo me barso tarasha jise
Tum vahee sange marmar kee tasvir ho
Tum naa samjho tumhara mukkadar hu mai
Mai samajhta hu tum meree takdir ho
Tum agar mujhko apna samajhane lago
Me baharo kee mehfil sajata rahu
Tum agar sath dene kaa vada karo
Mai yu hee mast nagme lutata rahu
Main akela bahot der chalta raha
Ab safar jindagani ka katata nahi
Jab talak koi rangin sahara na ho
Waqt kafir jawani ka katata nahi
Tum agar humkadam banke chalti raho
Main jami par sitare bichata rahu
Tum agar sath dene kaa vada karo
Mai yu hee mast nagme lutata rahu
Tum mujhe dekh kar muskuratee raho
Mai tumhe dekh kar git gata rahu.
Tum agar saath dene ka vada karo sargam notes
Tum agar saath dene ka vada karo Sargam notes in Hindi is available on sangeetbook.com
Click here for Tum agar saath dene ka vada karo Sargam notes in English
Tum agar saath dene ka vada karo song ka original scale kya hai ?
Original scale – G